Shahnaz Hussain India ki ek famous beauty and wellness personality hai. Inko 2006 me Padma Shri Award se nawaza gaya tha. Shahnaz cosmetic guru hai jo humari beauty ko dhyan me rakhkar hume kuch khaas tips provide karti hai. To aaiye jante haiShahnaz Hussain Beauty Tips in Hindi.
Twacha ki dekhbhaal aur saundarya ke vibhinna area ki study karne me kai saal bitane ke baad, Shahnaz Hussain wapas ayurveda aur uski jadi butiyo ke prachin study ko wapas sop diya. Unke paas bahut se saundarya upchar hai jisse unhone apna naam famous kiya.
You may also like: Beauty Tips in Hindi: Chamkaiye Skin Ho Jaiye Dust Free
Shahnaz Hussain Beauty Tips in Hindi: Paiye Ek Khubsoorat Twacha
1) Yogurt aur Turmeric
• 2 spoon dahi aur turmeric ko mix kar lijiye
• Iski lumps nikalne ke liye isse hilate rahe
• Ab ise apne chehre par lagaiye
• 15 minutes tak ise apne chehre par lage rehne de.
• Ise roz kare aur dekhe apne chehre par nikhaar.
• Iski lumps nikalne ke liye isse hilate rahe
• Ab ise apne chehre par lagaiye
• 15 minutes tak ise apne chehre par lage rehne de.
• Ise roz kare aur dekhe apne chehre par nikhaar.
Iss paste se aapki skin taaza aur mulayam ban jayegi. Isse aapki twacha swasth bhi rahegi.
2) Neem aur Chandan
• Fresh Chandan powder ka face pack taiyar kar lijiye.
• Ise apne chehre par lagaiye
• 12 minutes tak ise apne chehre par lage rehne de
• Baad me ise dho le aur phir neem ke solution ko apne chehre par lagaiye.
• Ise apne chehre par lagaiye
• 12 minutes tak ise apne chehre par lage rehne de
• Baad me ise dho le aur phir neem ke solution ko apne chehre par lagaiye.
Iss mishran ko niyamit roop se sevan karne se aapke chehre ke Pimple kam ho jayenge. Neem sabse purana aur sabse shaktishali anti-bacterial agenda me se ek mana jata hai.
3) Lemon aur Cucumber Juice
• Lemon juice, cucumber juice aur dudh ko mix kar lijiye
• Ise apne chehre par lagaiye
• 10 se 15 minutes tak ise lage rehne de aur phir dho le.
• Ise apne chehre par lagaiye
• 10 se 15 minutes tak ise lage rehne de aur phir dho le.
Iss mishran ko niyamit roop se lagane se aapka complexion accha hota hai.
4) Black Heads
• Rice flour aur curd ka ek mishran taiyar kar lijiye.
• Iss scrub ko apne pure chehre par laga lijiye.
• Iss paste se aapke chehre ke blackheads hat jayge.
• Iss scrub ko apne pure chehre par laga lijiye.
• Iss paste se aapke chehre ke blackheads hat jayge.
Shahnaz Hussain Beauty Tips in Hindi ko dhyan me rakhkar aap apne chehre ko nikhaar sakti hai. Yadi aap khubsoorat twacha pana chahte hai to ye ek accha scrub hai, isse aapke chehre ke black heads bhi hat jate hai.
5) Blemishes
• Lemon Juice, milk aur cucumber ko 1:2:1 ke ratio me mila lijiye.
• Cotton ball ki madad se Isko apne chehre par lagaiye.
• Cotton ball ki madad se Isko apne chehre par lagaiye.
Yeh tarike se aapke chehre ke daag dhabbe khatam ho jate hai aur aap sundar dikh sakte hai.
6) Dry Skin Cleansing
• Yadi aapki skin dry hai to aap ghar par hi iska treatment kare.
• Ek bowl me 10 drops sunflower oil le aur 3 drops raw milk ko usme acche se mix kar le.
• Iske saath aap apne chehre ko acche se clean kare.
• Roz isko use karne se aapki skin acchi dikhegi.
• Ek bowl me 10 drops sunflower oil le aur 3 drops raw milk ko usme acche se mix kar le.
• Iske saath aap apne chehre ko acche se clean kare.
• Roz isko use karne se aapki skin acchi dikhegi.
Ye paste dry skin wale logo ke liye kafi faydemand hai. Isse aapke chehre ki gandagi khatam ho jayegi.
7) Tan Removal
• Ek bowl me 1 egg, 1 tbsp lemon juice aur 1 tbps Shahad ko mila lijiye.
• Isko apne chehre par lagaiye.
• 15 minutes hone par apne face ko wash kar lijiye.
• Isko apne chehre par lagaiye.
• 15 minutes hone par apne face ko wash kar lijiye.
Beauty Tips in Hindi ki sahi jankari, aapke chehre ki tanning and sunburn ke effect kam kar sakti hai.
8) Oily Skin
• 2 tbps tamatar ka juice me dahi mila le.
• Isko roz apne chehre par lagaiye.
• 15 minutes baad ise dho lijiye aur dekhiye ek nayi chamak.
• Isko roz apne chehre par lagaiye.
• 15 minutes baad ise dho lijiye aur dekhiye ek nayi chamak.
Ye aapki oily skin ke liye behatrin tarika hai.
9) Dark Patches
• Ek cup me Shahad ka 1 part aur lemon juice ka 2 part mix kar le.
• Isko pure chehre par laga le.
• 15 minutes tak ise lage rehne de aur phir apna chehra dho le.
• Isko pure chehre par laga le.
• 15 minutes tak ise lage rehne de aur phir apna chehra dho le.
Upar diye gaye mishran se twacha ke kale dhabbe dur karne me madad milegi.
10) Skin Whitening
• Oatmeal, yogurt, shahad aur badam ke powder ke saath ek facepack taiyar kar lijiye.
• Isko apne chehre par dhire-dhire lagaiye.
• 15 minutes baad apna chehra dho lijiye aur dekhiye aapki glowing skin.
• Isko apne chehre par dhire-dhire lagaiye.
• 15 minutes baad apna chehra dho lijiye aur dekhiye aapki glowing skin.
Ye twacha ke liye sabse accha prakratik sondarya upchar hai.
Aapne jana Shahnaz Hussain Beauty Tips in Hindi. To aaj hi ye simple home tips ko try kijiye aur dijiye apne complexion me nayi chamak. Aur sabse acchi baat to ye hai ki, ye sab prakratik chize hai jinka upyog kiya jata hai, jo ki twacha ke liye bahut hi faydemand hoti hai
Beauty is a quality which gives pleasure and happiness to the mind
ReplyDeleteshahnaz hussain beauty tips